Zindagi ke liye jaan zarori hai
Zindagi ke liye jaan zarori hai
Jeene ke liye arman zarori hai
Hamare pass chahe kitna gum hoo
Bus dost ke chehre per muskan jaorori hai
Ab intezar ki adat si ho gayi hai
Khamosi 1 halat si ho gayi hai
Na sikwa na sikayat hai ksis se
Kyoun ki ab is tanhaee se mohabbat se ho gayi hai
Waqt or khusi tere hi gulam honge
Har pal or pehlon tere hi naam honge
Zara moud kar dekhna kahbi tum
Tere har kadam ke sath mere kadmo ke nisan honge
Na Peene ka sook tha na pilane ka sook tha
Hame to shirf najre milane ka sook tha
Per kya kare ham najre usi se mila baitehe
Jinhe najro se pilane ka sook tha
Jwani ko jindgi ka nikhar kehte hai
Patjhar ko jindgi ka mazdhar kehte hai
Azeeb dastoor hai duniya ka yaron
1 dhoka hai jise sab pyar kehte hai
Is do pal ki jindgi mai tanhaiee kyoun hai
Logo ko ham se rusawee kyoun hai
Is duniya mai insan ki kami nahi hai
Fir hamare sath hamari parchaee kyoun hai
Kagaz pe hamne jindgi likh di
Asoun se seech kar har khusi likh di
Dard jab hamra ubhra lafzo per
To logo na kha wah kya gajal likh di
. Duriya hi dilo ko najdeek lati hai
Duriyan hi 1 ddoze ko yaad dilati hai
Door ho ker bhi koi kitna kareeb hai
Duriya hi is baat ka ehsas dilati hai
Dil jeet le woh Zigar rakhte hai
Katal kar de woh nazar rakhte hai
Wada kiya hai kisi se hamesa muskurane ka
Warana hum bhi ankhon mai samunder rakthe hai..