dil shayariya ⚛ Ye dosti chirag hai ise jalaye rakhna Ye dosti chirag hai ise jalaye rakhna, Ye dosti gul hai ise khilaye rakhna, Hum rahe na rahe iss jahan mein, Bas hamari yaad dil mein basaye rakhna. Dosti ko dil se nibhayenge hum Dosti ko dil se nibhayenge hum, Tum bhool bhi jao to yaad dilayenge hum, Aisi shararat karenge hum ki, Na chahte hue bhi tumhe yaad aayenge hum. Dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata Dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata, Humse toota hua sheesha dekha nahi jata, Apne hisse ki khusiya bhi de du tujhe, Aye dost tera utra hua chehra yu dekha nahi jata. Lamhe ye suhane sath ho na ho Lamhe ye suhane sath ho na ho, Kal mein aaj jaisi koi baat ho na ho, Aapki dosti hamesha is dil mein rahegi, Chahe puri umar humse mulakat ho na ho. Dosti mein dooriyan to aati rehti hai Dosti mein dooriyan to aati rehti hai, Phir bhi Dosti Dilo ko mila deti hai, Wo Dosti hi kya jo naraz na ho, Per sacchi Dosti dilo ko mana hi leti hai. Dosti insaan ki zarurat hai Dosti insaan ki zarurat hai, dilo'n pe dosti ki hukamat hai, aapke pyar ki wajah se zinda hai hum, warna khuda ko bhi hamari zarurat hai. Dosti insaan ki zarurat hai Dosti insaan ki zarurat hai, dilo'n pe dosti ki hukamat hai, aapke pyar ki wajah se zinda hai hum, warna khuda ko bhi hamari zarurat hai. dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata, humse toota hua seesha dekha nahi jata, apne hisse ki khusiya bhi de du tujhe, aye dost tera utra hua chehra dekha nahi jata. Har aahat tumhe ehsaas hamara dilayegi Har aahat tumhe ehsaas hamara dilayegi, Har hawa ka jhoka khushbu hamari layega, Hum dosti kuch aisi nibhayenge, Ki hum ho na ho to humari yaad tumhe stayegi. Yahi to wo khubsurat dosti ka naata hai Yahi to wo khubsurat dosti ka naata hai, Jo bina kisi bhi shart ke jiya jata hai, Rahe dooriya darmiyan to parwaah nahi, Dosti to pal-pal dil mein basaya jaata hai.