🍻sharabi shayariya kaash ek roj tere kuche mein Kaash ek roj tere kuche mein, yu giru ladkhada ke mast–oo–khrabh, tu ye puche kisi se kaun h ye , aur kyu pee gaya h itni sharab. humari tishnagi se aaj saaki Humari tishnagi se aaj saaki, sharab ka jigar thara raha h, nighao se jara shirab pharma, ki mehkana to bhujta ja raha h. jannat ka sama dhikla diya h mujhko Jannat ka sama dhikla diya h mujhko, konen ka gam bhula diya h mujhko, kuch hosh nahi ki hu mein kis aalam mein, saaki ne ye kya pila diya mujhko andhere bhi h kya dilkash andhere andhere bhi h kya dilkash andhere, jo mehkane ki chokat par jhade h, nighae chur h neendo se unki, ghnere baal gaalo par padhe h. saaki gam e duniya se hazar jam pila Saaki gam–e–duniya se hazar jam pila, marne ka na nahi mujhko khatra jam pila, jine ki duaye to bujargo se mili, le wo bhi meri tarah najar magar jam pila. mujhe rind ko bakshi sharab aye saaki Mujhe rind ko bakshi sharab aye saaki, duniya me nahi tera jwab aye saaki, har katra mere haq mein karam ki baarish, ab jam ka tu kar le hisab aye saaki. Rind = Sharabi karam = kripya maut jab samne aati h to jee leti hu Maut jab samne aati h to jee leti hu, Jakham muh kholne lagte h to see leta hu, Mujhko malum h masti ki haqiqat, Lekin hosh jab had se gujarta h to pee leta hu. gum iss kadar mila ki gabra ke pee gaye Gum iss kadar mila ki gabra ke pee gaye, Thodi khusi si mili ki mila ke pee gaye, Yu to na the hum pine ke aadi, Sharab ko tanha dekha to taras kha ke pee gaye. pee h sharab har gali har mehkane se Pee h sharab har gali har mehkane se, Dosti si ho gayi h sharab ke jam se, Gujre h hum kuch aise mukam se, Ki nafrat si ho gayi h mohabbat ke naam se. kuch nasha aapki baat ka h Kuch nasha aapki baat ka h, Kuch nasha dhimi barsaat ka h, Hume aap yuhi sharabi mat kahiye, Ye dil par asar aapse pehli mulaqat ka h