🍻sharabi shayariya dil bana to aap deewane bane Dil Bana To aap Deewane Bane, Sharab Bani To Mekhane Bane, Kuch To Baat Hai Aap Mein Bhi, Yui To Nahi hum pagal Bane. zakham has kar gulab ho jaate Zakham Has Kar Gulab Ho Jaate, aur Fir Lajawab Ho Jaate, Tera Daman Na Mil Saka mujhe, Warna Mere Aansu kb ke Sharab Ho Jate. mausam bhi hai umar bhi shabab bhi hai Mausam bhi hai, umar bhi, shabab bhi hai, Pehlo mein wo rashk-e-mahtaab bhi hai, Duniya mein ab or chaiye kya mujh ko, Saaqi bhi hai saaz bhi hai or sharab bhi hai. dil pe jab se sharab ka pehra lag gaya Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya, Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho Gaya, Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Chhu Liya, Uska Naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya. nashe mein jeene ka maja aata hai Nashe Mein Jeene Ka Maja Aata Hai, Unki Aankho Se Peene Ka Maja Aata Hai, Sharab Ki Bottle Ki Tarah Lagti Hai Wo, Use Puri Pee Jaane Ko jee chahta Hai peene do sharab abhi to shaam baaki hai Peene do sharab abhi to shaam baaki hai, aye yaar tere naam ka bhi ek jaam baaki hai, jaana aye ladkhadate hue maikhane se, peene do abhi to kadmo mein jaan baaki hai. © http://www.rdshayri.com/sharabi_shayari/sher-o-shayari-sharabi.php#ixzz3S4e1MMgC roshni karta hu andhera mitane ke liye Roshni karta hu andhera mitane ke liye, Sharab pita hu main tujko bhulane ke liye, Kyo na ban saki tum meri zindagi ki mehbooba, Aaj bhi rota hu main gujre zamane ke liye log peete hai sharab mehkhane ja ja kar Log peete hai sharab mehkhane ja-ja kar, jo do pal mein utar jayegi, humne to pee hai apne mehboob ki aankho se, jo umar bhar naa utar payegi. apni hi garaj se jee rahe hai jo log Apni hi garaj se jee rahe hai jo log, apni hi kbaye see rahe hai jo log, unko bhi hai kya sharab peene se gurej, insaan ka khoon pee rahe hai jo log. mausum bhi hai sharab bhi hai Mausum Bhi Hai Sharab Bhi Hai Pehlu Mein Wo Ishq Mehtab Bhi Hai Duniya Mein Ab Aur Chaiye Kya Mujhko, Shaaki Bhi Hai Saj Bhi Hai Sharrab Bhi Hai