🥰ishq / mohabbat shayariya fiza mein mehakti shaam ho tum Fiza Mein Mehakti Shaam Ho Tum Pyaar Mein Jhalakta Jaam Ho Tum Sine Mein Chupaye Phirte Hain Hum Yaadein Tumhari Isliye Meri Zindagi Ka Dusra Naam Ho Tum…. pyaar ki aanch se to patthar bhi pighal jata hai Pyaar ki aanch se to patthar bhi pighal jata hai, Sache dil se sath de to naseeb bhi badal jata hai, Pyaar ki rahon par mil jaye sacha hamsafar, To kitna bhi gira hua insaan bhi sambhal jata hai…… jis tarah ragon mai khoon rahta hai Jis Tarah Ragon Mai Khoon Rahta Hai Is Tarah Eri Chahat Ka Junoon Rehta Hai Zindagi Ki Har Kushi Mansoob Hai Tum Se Baat Ho Tum Se Tu Dil Ko Sukoon Rehta Hai… khubsurat sa ek pal kissa banjata hai Khubsurat sa ek pal kissa banjata hai, Jane kab kaun zindagi ka hissa banjata hai, Kuch log zindagi me milte hain aise, Jinse kabhi na tutnewala rishta banjata hai… chand ki judai me aasma bhi tadap gaya Chand ki judai me aasma bhi tadap gaya. Uski ek zhalak pane ko har sitara taras gaya Badal ke Dard ko kya kahoo Chand ki yaad me vo haste haste baras gaya… paiya tumiko to hum ko laga tumko kho diya Paiya tumiko to hum ko laga tumko kho diya, hum dil pe roye aur yeh dil hum pe ro diya. Kyo eske fansle hume manjur ho gaye, kitne huye karib ke hum door ho gaye… tanhaiyon mein muskurana ishq hai Tanhaiyon mein muskurana ishq hai, Ek baat ko sab se chhupana ishq hai, Yun to neend nahi aati hamein raat bhar, Magar sote sote jagna or jagte jagte sona hi ishq hai… kehte hai pyaar ki seema nahi hoti Kehte hai pyaar ki seema nahi hoti Yeh toh dhoka hai jo sab kehte hai Pyaar ki seema honi chaiye Taki koi dil kisi aur dil ka na ho jaye… na thi jisko mere pyaar ki kadar Na thi jisko mere pyaar ki kadar Ittefaaq se usi ko chah raha tha main Usi diye ne jalaya mere hathon ko Jisko hawa se bacha raha tha main… The one who never valued my love Coincidentally I was loving only her That candle itself burnt my hand The one I was protecting from wind… tere pyar ne zindagi se pehchaan karai hai Tere Pyar ne zindagi se pehchaan karai hai, Mujhe wo toofano se phir lauta ke laayi hai, Bas itni hi dua karte hain khuda se hum, Bujhe na yeh shama kabhi jo …