💄dosti shayariya apne dil ki suno jazbaat se kaam na lo Apne Dil ki suno jazbaat se kaam na lo, mujhe bas yad rakho beshak mera naam na lo, aapko weham hai hum bhool gaye aapko, yaar aisa soch ke meri dosti ka Imtehan na lo. muddat se door the hum tum Muddat se door the hum tum, Ek zamaane ke baad milna achha laga, Saagar se gehri lagi aapki dosti, Tairna to aata tha par doob jana achha laga. dil ki galiyon mein gam na ho Dil ki galiyon mein gam na ho, Bas ye dosti hamari kam na ho, Ye hai dua hamari ki tum khush raho, Kya pata hum kal ho na ho. dosti acchi ho to rang laati hai Dosti acchi ho to rang laati hai, Dosti gehri ho to sabko bhati hai, Dosti naada ho to toot jaati hai, dosti ho humse Toh itihaas banati hai. hamari ye dosti itni gehri ho Hamari ye dosti itni gehri ho, ki Zindagi ki har kasoti par khari ho, Qayamat tak Bhi sath nibhaye ek duje ka hum, Musibat chahe teri ho ya meri ho. apni wo mulakat kuch adhuri si lagi Apni wo mulakat kuch adhuri si lagi, Paas hoke bhi thodi duri si lagi, Honto pe hasi ankhon mein majburi si lagi, Zindagi mein pehli bar dosti itni zaruri lagi. muskurao aap to phool khil jaaye Muskurao aap to phool khil jaaye, baatein karo to dil machal jaaye, itni dilkash hai aapki dosti, dost to kya dushman bhi aapki dosti pe fida ho jaye. yaha koi rishta nata kabhi saga nahi hota Yaha koi rishta nata kabhi saga nahi hota, ab to duniya mein koi waada waafa nahi hota, dushman ki dushmani pe bohat naaz hai hume, dosto se to haq-e-dosti bhi ada nahi hota. tumse dosti kuch iss tarah nibhayenge Tumse Dosti kuch iss tarah Nibhayenge, hazar baar ruthoge to manayenge, maan jana warna aisi dosti dikhayenge, ki log aapse milne ke liye patal lok aayenge. tumhari dosti tumhari wafa hi kaafi hai Tumhari dosti tumhari wafa hi kaafi hai, Tamam umar ye aasra hi kaafi hai, Jaha milo mil ke muskura dena, Jeene ke waste ye aasra hi kafi hai.