🎢dosti shayariya dosti achhi ho to rang laati hai Dosti achhi ho to rang laati hai, Dosti gehri ho to sabko bhaati hai, Dosti nada ho to toot jaati hai, dosti aap se ho to itihaas ban jaati hai. fir na simtegi agar dosti bikhar jayegi Fir na simtegi agar dosti bikhar jayegi, Zindagi zulf nahi jo fir se sanwar jayegi, Jo khushi de tumhe tham lo daman uska, Zindagi roo kar nahi has kar guzar jayegi. kareeb se tujhe jaana to apna paya Kareeb se tujhe jaana to apna paya, Tujhe dosti mein aazmaya to apna paaya, Tujhe kya naam du ye samajh na aaya, Dosti kahu zindagi kahu ya kahu apna saya. yakeen to hame sirf tum pe hai Yakeen to hame sirf tum pe hai, Warna na jane kitne dost paas hai, Hum to waada karte hai dosti ka, Bas aap se hi dost kehlane ki aas hai. fursat kise hai zakhmo pe marham lagane ki Fursat kise hai zakhmo pe marham lagane ki, Nigahen badal gayi apne aur begane ki, Tu na chodna kabhi dosti ka hath warna, Tammana mit jayegi kabhi dost banane ki. har kali tumse khuhsbu udhar mange Har kali tumse khuhsbu udhar mange, Aftaab tuhjse noor udhar mange, Rab kare tu dosti aise nibhaye, Ki log mujhse teri dosti bhi udhar mange. zindagi sirf jeene ka naam nahi hoti Zindagi sirf jeene ka naam nahi hoti, Khamoshi har pal ka imtihaan nahi hoti, Wafa jo hai pyar ka paigam nahi hoti, Wada hi bas dosti ka anjaam nahi hoti. dukh hai dard to dawa hai dosti Dukh hai dard to dawa hai dosti, Is zindagi ki haseen fiza hai dosti, Jo na samjhe uske liye kuch nahi, Jo samjhe uske liye khuda hai dosti. aaj phir aaina hamse puchta hai Aaj phir aaina hamse puchta hai, Ki teri aankhon mein nami kyu hai, Jiski dosti mein khud ko bhula diya, Phir uski dosti mein kami kyu hai. jab chod ke chala batlane ki zehmat bhi na ki Jab chod ke chala batlane ki zehmat bhi na ki, Khoob tha dosti ek arsa nibhane wala, Dushmani ki bhi tu aadaab hai aye dost bata, Koi itna bhi na tha ye tujh ko batanae wala.