🔑dosti shayariya baaki kuch na raha ab iss zamane mein Baaki kuch na raha ab iss zamane mein, bachi zindagi guzar rahi hai maikhane mein, Ab to kar le meri dosti pe yakeen aye dilbar, warna zindagi beet jayegi ek-duje ko aazmane mein. kasoor na unka tha na hamara tha kasoor na unka tha na hamara tha, ham yuhi rishto ki rasam nibhate rahe, wo dosti ka ehsaas jatate rahe, ham mohabbat ko dil mein chupate rahe. wo hamare toote hue dil ke qaabil na hue wo hamare toote hue dil ke qaabil na hue, laakh koshish ki hamne par kuch haasil na hua, are pyaar nibhana to door ki baat hai, wo to dosti nibhane ke bhi qaabil na hue. naaz karte rahe apne dosti par ham naaz karte rahe apne dosti par ham, fariyaad milne ki din-raat karte rahe ham, hume nahi pata, gharwale batate hai, baat aapse karte hai raat bhar neend mein ham. jaruri nahi dosti mein mulaqat hoti rahe jaruri nahi dosti mein mulaqat hoti rahe, jaruri nahi ki har waqt baat hoti rahe, jaruri hai to wo bas yahi hai ki, aapko meri or mujhe aapki bas yaad aati rahe. ye dil bhi pyaar ke kabil na raha Ye dil bhi pyaar ke kabil na raha, Koi bhi izhaar-e-pyar ke kabil na raha, Iss kadar dil mein bas gayi dosti aapki, Ab to chand bhi mere deedar ke kabil na raha. pyar na rahe to wafa kon karega Pyar na rahe to wafa kon karega, Dost na rahe to dosti kon karega, Khuda salamat rakhe tumhe warna, hame roz sms karke pareshan kon karega. ek muddat se door the hum tum Ek muddat se door the hum tum, Ek zamane ke baad milna acha laga, Sagar se gehri lagi hame aapki dosti, Tairna to aata tha, par doobna achha laga. koi tumhe mujh itna chahe to batana koi tumhe mujh itna chahe to batana, koi tume mujh itna manaye to batana, dosti to haq shaqs kar lega tumse, koi hamari tarah sath nibhaye to batana. jab dosti ki dastaan ye waqt hame sunayega Jab dosti ki dastaan ye waqt hame sunayega, hum ko bhi koi ek shaqs phir bhada yaad aayega, tab bhool jayenge zindagi ke saare ghamon ko, Jab aap ke sath guzra hau ek-ek lamha yaad aayega.