👩🏽🤝👨🏼dosti-yaari shayariya saato aasman ki sair kar aaye Saato aasman ki sair kar aaye, ek-ek taare se dosti kar aaye, ek tara khas tha jise apne sath le aaye, warna aap hi sochiye aap dharti par kaise aaye. fizhao par khusiyo ka pehra hai Fizhao par khusiyo ka pehra hai, dil na jane kis ummed par thera hai, aankho se chalkate dard ki kasam, aapki dosti ka ristha sanso se bhi gehra hai. socha tha na karenge kisi se dosti Socha tha na karenge kisi se dosti, aur na karenge kisi se waada, par kya kare hum dost mila itna pyara, ki hume karna hi pada dosti ka waada. kaise keh du ki aapse milne ki chahat nahi Kaise keh du ki aapse milne ki chahat nahi, mere bekrar dil ko ab bhi rahat nahi, bhula dete unhe bhi magar kya kare dost, kisi ko bhulane ki iss dil ko aadat nahi. rsohni se hume apne dil ko jalana pade Rsohni se hume apne dil ko jalana pade, dard seh kar bhi hume muskurana pade, mere dost sada hanste raho, esliye mujhe apne asqo ko chupana pada. ye dosti ke risthe bhi ajeeb hote hai Ye dosti ke risthe bhi ajeeb hote hai, sabke apne apne naseeb hote hai, rehte hai to nigahon se door, wahi sabse kareeb hote hai. zindagi kisi ki amanat nahi hoti Zindagi kisi ki amanat nahi hoti, amanat me kabhi khayanat nahi hoti, dil ko smbhal kar rakhna dost, meri dosti ki kaid me zamanat nahi hoti. zindagi nahi hume dosto se pyari Zindagi nahi hume dosto se pyari, dosto pe hazir hai jaan humari, aankho me humari aansu hai to kya, jaan se bhi pyari hai muskan tumari. dosti naam hai sukh dukh ke afsane ka Dosti naam hai sukh-dukh ke afsane ka, dosti raaz hai sada muskurane ka, ye koi pal do pal ki risthedari nahi, dosti to farz hai umar bhar sath nibhane ka. aapka aashiyana dil me basa rakha hai Aapka aashiyana dil me basa rakha hai, aapki yaadon ko dil se laga rakha hai, pata nahi yaad aapki hi kyun aati hai, jabki dost to humne auro ko bhi bana rakha h.