🎢dard shayariya zindagi ke sawalo ka jawab dhundta hoon Zindagi ke sawalo ka jawab dhundta hoon, dard ko kam kar sake wo sharab dhundta hoon, waqt ke haatho majboor ek shaks hoon main, jo jeene ka de bahana wo kitaab dhundta hoon. mera shahara to shrab ka pyala h Mera shahara to shrab ka pyala h, Jhakmo ne mujhe dard dekar pala h, Thokar maarkar giraya khusi ne mujhe, To hath badhakar ghamo ne sambhala h jaam karva h magar itna bhi nahi ki piya na jaye Jaam karva h magar itna bhi nahi ki piya na jaye, Zindagi mein dard h magar itna bhi nahi ki jiya na jaye. Mana SMS par charge h magar itna bhi nahi ki kiya na jaye zindagi hai nadan isliye chup hoon Zindagi hai nadan isliye chup hoon, Dard hi dard subah sham isliye chup hoon Keh du zamane se dastan apni, Usme ayega tera naam isliye chup hoon. kitna ajeeb apni zindagi ka safar nikla Kitna ajeeb apni zindagi ka safar nikla, Saare jahan ka dard apna muqaddar nikla, Jiske nam apni zindagi ka har lmha kar diya Afsos whi humari chahat se bekhabar nikla. palko mein aansu Palko mein aansu Aur dil mein dard soya hain. Hasne walo ko kya pata Rone wala kis kadar roya hai. Ye to bas wohi jaan sakta hai Meri tanhayi ka alam, Jisne zindagi mein kisi ko Pane se pehle khoya hai….!! woh raat dard aur sitam ki raat hogi Woh raat dard aur sitam ki raat hogi, Jis raat rukhsat unki baraat hogi, Uth jata hu me ye sochkar nind se aksar ki Ek gair ki baaho me meri sari kayanat hogi dil k dard ko chupana jitna mushkil hai Dil k dard ko chupana jitna mushkil hai Tut ke fir muskurana utna hi mushkil hai Kisi k sath dur tak jao aur fir dekho, Akele laut ke aana kitna mushkil hain. pyaar to zindgi ko sajaane k liye hai Pyaar to zindgi ko sajaane k liye hai. Par zindgi bus dard bahane k liye hai. Mere ander ki udaasi kaash koi padhe. Ye hasta hua chehra to zamaane k liye hai. jab kuch sapne adhure rah jate hai Jab kuch sapne adhure rah jate hai, tab dil ke dard ansu banker bah jate hai, jo khte hai ki hm sirf apke hai, pata nhi wo kaise alvida keh jate hai…